Pages - Menu

Santa Banta SMS

Santa: Yar tu itna udas kyo hai?
           Kal to Tera Shaadi Hai!
Banta: Ladki walo ne kaha hai ki barat kam lana.
Santa: To?
Banta: pata nahi Papa mujhe le jayenge ya nahi..
Kidnaper: Tera Biwi Mere Kabze me Hai
               Saboot ke Taur Par Uski Do Ungliya vej Raha hu.
Santa: Saboot Pakka Nahi hai hai, Mundi Bhej Mundi...
Santa went to a radio shop and started shouting......
.
.
.
Kamino mai ne Philips ka radio manga tha
Ise chalu karne par, ye hai all india radio bolta hai. 
Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga?